Mobile ki Battery ki Life Badane ke 15 Tarikee – Jarur Dekhe ek Baar (Mobile Battery Saving Tips Hindi)
Aaj ke Time me Samrt phone ne Sabki Duniya badal di h. sabke pocket me aaj koi smart phone jarur millta h. par internet ka jayda use ke vajah se mobile ki battery problom ho jaati h or hame jaydatar apne mobile ki battery ki tention rahti h kyoki usse saare din chalana padta h.
aaj me aapko kuch aise tarike batana cahta hu jin ki sahayta se aap apni battery life double toh nahi par kaafi had tak bada jarur loge
mobile battery saving tips
mobile ki battery ko save karne ke tarike
apne mobile ko baar baar charz me na lagaye. mobile charz tabhi karen jub mobile battery 10% se kum ho jaaye.
har month me kam se kam 2 bar apne mobile ki battery ko fully discharz hone de.
apne mobile faaltu ki aaps jo kaam na aaye unhe delete ya uninstaal kar de.
hamesha Original mobile charzer se hi apne mobile ko charz karen.
mobile ki brightness hamesha low rakhe.
mobile ke display ka time out 15 sec ya iss se bhi kam rakhe.
kabhi bhi HD Pictures ko Apna wallpaper na lagaye kyoki uss se mobile ram use jayda karta h jiss se mobile battery bhi jayda use karta h.
jab apke mobile ka bluetooth or wifi use na aa rahe ho toh unhe off rakheyn.
janha signal na ho vanha airplane mode on kar le.
agar mobile data use na aa raha ho toh data off karde kyoki uss se bhi mobile ki battery using jayda hoti h.
jo aaps kabhi kabhi hi kaam aaye unke notifications off hi rakhe.
battery save karne ke liye mobile location services ko off rakhe
janha internet use karna ho agar vanha wifi available toh WIFI hi USe akre kyoki WIFI kam battery use karta h bajay Mobile data ke.
kabhi bhi mobile ko full memory me na rakhe kam se kam 10% space khali rakhe.
agar mobile hang ho raha h toh usse ek baar restore kar deve.
………. agar aap in sab tips ka use karoge toh i am shyor aapki battery life jarur bad jaayegi

0 Comments:
Post a Comment